| Milli Naghmay - National Patriotic Songs |
|---|
AzadiJunoonLyricsjunuun se aur ishq se miltii hai aazaadii tanziim, ittehaad, iimaan, qaaid ka paiGaam tanziim, ittehaad, iimaan, qaaid ka paiGaam xaak-e paak mehrbaaN jaise rooh jism o jaaN jaantaa hai saaraa jahaaN junuun se aur ishq se miltii hai aazaadii qurbaanii ki baahon meN miltii hai aazaadii tauhiid, ijtehaad, miizaan momin ki pahcaan jabr, sabr, imtehaan zaahir o Gaib ka nishaan sar-zamiin-e paakistaan junuun se aur ishq se miltii hai aazaadi Close Window |
![]() |