Hamara Parcham
Nahid Akhter
Lyrics
Yeh chand tare ka jhilmilata
nayara parcham
Hamara parcham yeh piyara
parcham [2] yeh parchamon mein azeem parcham [2] ataa e rab e kareem parcham Hamara
parcham yeh piyara parcham
Hamaray azmat ka
pasbaan hai hamaray milat ka tarjuman
hai hamaray ahsas ka byan hai hamaray ibrat
ka asman hai
Azeem milat azeem parcham [2] ataa e rab e kareem parcham Hamara
parcham yeh piyara parcham [2]
Faza main
naghmay luta raha hai shaoor e milat jaga raha
hai dil o nazar main sama raha hai tamam
alam pe cha raha hai
Tarange mojay naseem
parcham [2] Hada e rakhay kareem
parcham Hamara parcham yeh piyara parcham [2]
Yehi nishnay hajam hamara yehi hai
apnay karam hamara yeh jaan hamari yeh dum
hamara rahay ga ooncha alam hamara
Alam
hamara azeem parcham [2] ataa e rab e kareem
parcham Hamara parcham yeh piyara parcham [2] yeh parchamon mein azeem parcham ataa e
rab e kareem parcham Hamara parcham yeh piyara
parcham [2]
Close Window |