Qasam Uss Waqt Ki
Junaid Jamshed
Lyrics
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
jab waqt ham ko aazmaata hai
jawanon ki zubaan par narah-e-takbeer aata hai
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
hamayin rehna hai apni sar-zameen ka paasbaan ban kar
Nabi ki hai dua fat-h-e-mubeen ka ik nishaan ban kar
karam Allah ka rehta hai
karam Allah ka rehta hai sar pay sayaybaan ban kar
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
jawanon ka yeh jazbah un kay eemaan ki nshaani hai
watan baaqi rahay yeh zindagi to aani jaani hai
yehee Allah kay sheron ka
yehee Allah kay sheron ka tarz-e-zindgaani hai
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
jab waqt ham ko aazmaata hai
jawanon ki zubaan par narah-e-takbeer aata hai
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
qasam uss waqt ki
Close Window |