Watan Kahani
Awaz
Lyrics
logo suno kahani haan meri
zubani kabhi nahi kabhi nahi hogi jo
purani sab duniya hai aani jani sada suhani
watan kahani bana hi nahi tha jab
pakistan kisi ko nahi thi kisi ki bhi
pehchan koi tha kahin pe khara koi tha
kahin na tha apna watan apni zameen kuch bhi
nahi bana to watan pehchan bana tareekh me
ek unwaan bana teri shaan bana meri shaan
bana hum sab ka pakistan bana logo suno meri
sada aage barho dat k zara watan chaman
banjayega milkar rahain jo hum yahaan bana
hai to ab araam na na kar dil ko dukhane wale
kam na na na na kar tujhe mili hai charagh to
manzil bhi bana mahsoos jo kare wo dil bhi
bana apna to dhang hi nahi hai koi kisi k
bhi sang hi nahi hai koi hai tera mera mera
tera sab ka watan hum tum phool yeh sab ka
chaman hame khilna hai murjhana hai yeh
chaman yaheen rehjaana hai logo suno meri sada
aage barho dat k zara watan chaman ban
jayega mil kar rahen jo hum yahaan hum ne
banaya hai to sawarengay bhi hum apnay watan
ko nikharaingay bhi hum kabhi bhi irada,karen
jo hum milkar waada,karen jo hum mushkil koi
bhi na rahe mushkil haan jahan chahe wahan mile
hame manzil haan tera haan tera naam
bane haan mera haan mera naam bane hame to
hi sab ko yeh samjhana hai hame kaam watan k
aana hai logo sono meri sada aage barho dat
k zara watan chaman ban jayega milkar
rahain jo hum yahan X4
Close Window |