Watan Ki Mitti Gawah Rehna
Nayyara Noor
Lyrics
Watan ki mitti gawah rehna, gawah
rehna (repeat 3 times) Watan ki mitti azeeem
hai tu, azeem tur hum bana rahai hein Gawah
rehna Watan ki mitti gawah rehna, gawah
rehna
Teray muqani ki har sada main, teri
hi khushboo mehak rahi hai (repeat 1 time) Har
aik sur main har aik lay main, teri hi mohabuat
chamuk rahi hai Gawah rehna Watan ki mitti
gawah rehna, gawah rehna
Teri zameen pay
yeh chand taaray, hai jin ki aankhoun main pyar
tera (repeat 1 time) Sadaqatoun kay diyay jala
kur, burha rahai hein waqar tera Gawah
rehna Watan ki mitti gawah rehna, gawah
rehna
har aik dil main teri lagan hai, teri
hi janib har ik nazar hai (repeat 1 time) Teri
hifazat ka azm lay kur, har aik apnay mahaaz pur
hai Gawah rehna Watan ki mitti gawah rehna,
gawah rehna
Watan ki mitti gawah rehna
(repeat 2 times) Watan ki mitti azeeem hai tu,
azeem tur hum bana rahai hein Gawah
rehna Watan ki mitti gawah rehna, gawah
rehna Gawah rehna (repeat 3 times)
Close Window |